Jailor: (Kheidi sei) Tumhe jail mei koyi shikayat hei?
Kheidi: Ji haan. Mujhe baher jane nahi diya jata hei.
Moderator: The Moderator Team




Happy Hyderabadi wrote: Be Misal!
Bahot Khub, BM Sahab, Be Misal!
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()


azazel wrote:BM saab, aapke liye khaas :
Ek dawat me khaana khaane ke baad ek bade miya haath dhone gaye..
haath dhote waqt ek ladka unhe sataane laga, to unhe gussa aaya aur vo bole --> kya hai miya? khaane ke taybal pe bhi sataarai the, ab yahan to chodto..
ladka bola--> arey nahi qibla, mujhe apna mureed banaa lee jiye..
bade miya--> kya bolrai ji tum? mai aisa kya kara??
ladka--> arey aap to bhot badaa chamatkaar kar diye naa.. Biryaani jab bhi aayi.. haath ghumaate ich bagaara khaan kar diye

Return to Dakhni-Mehfil - The Old World Hyderabad
Users browsing this forum: No registered users and 1 guest
{{todos[0].text}}