by Kulcha Hyderabadi » Wed Aug 14, 2002 9:48 am
Apan bhai, yainch hai, yani Hyderabad mein.....Ek Akela is shahr mein, raat din dopahar mein, aabodaana dhoondta hai, aashiana dhoondta hai! - Aisee koyee baat nahin, chota mota karobaar hai, mazey mein kat rahi hai, Malik ka karam hai. Chalo jab ap khairiyath poochein hain to phir apke liye yeh special Belgaum Elaichi ki paan, Chunna kam aur ek kali mein. Yeh leo, ek four square aur bazoo hai dekho rassi, ussey jala lo, phir milenge.