by bhaimiya (ex-udhas) » Sat May 25, 2002 12:30 am
Mohabatien baney dhoka fareeb khud gharzi, mera naseeb agar hey yahi to younhi sahi, tumhey to mil gayee manzil sukoon mila tum ko, ulaj gayee hey meri zindagee to younhi sahi, ajeeb dard ka sahra hey bey amani hey, terey bager katey zindagee to younhi sahi