Shukriya A--P--, Maine aap ko pahechana nahi, shayed aap naye aaye hain is board par. Vaise mein chutti par gayee thi isi liye aap ke liye nayi hun.
\"namuradi apni qismat gumrahi apna naseeb-
karwaan ki khair ho hum karwaan tak aagaye\"-
\"apni apni justuju hai apna apna shouq hai-
tum hansi tak bhi na pohonche hum fugaaN tak aagaye\"-