Shahed wrote:Saari Khudaaaaiii ek taraf... Jooru(Apni Basanti) ka bhai ek ....taraf..................... Hey.. Bros. \'Negetive facts of Hyd\' plz. go thru this board interesting and touching..
kuch aur muhavre suno yaar: sawab ku gai diye to pachhar ke daant dekha..... sawab ku saree diye to hammam mein jake naapi... waqt na saqt buddhi chadi takhat.. maan na maan main tera mehmaan.... charo ungliyan ghee mein sar kadhai mein... yeh moonh aur masoor ki daal... woh din gaye jab khaleel khan fakhte udate the.. sabar unte mashaaiq.. sabar nai so murda kafan mein hag liya..